Little Boxes of thoughts seperated and put in prospective



Little Boxes of thoughts seperated
and put in prospective

Tuesday, 29 November 2011

Ishq ko Faryaad Lazim thee so woh bhi ho chuki Ab dil tham kay Faryaad ki taseer Dekh

Aftermath of Salala attacks


Aek ho muslim haram ki pasbani ke liye
neel ke saahil se le kar taabkhaak e kaashghar

 
jo karega imtiyaaz e rang o khoon mit jaayega
turk-e-khar gaahi ho ya araabi wala gahar 


nasal agar muslim ki mazhab per muqadam hogai
ud gaya duniya se tu manind-e-khaak-e-rah guzar 


taa khilafat ki bina duniya may ho phir istwar
laa kahin se dhund kar aslaaf ka qalb-o-jigar 


aye ke na-shanaasi khafi ra az jali hoshiyar baash
aye garftar-e-abubakar-o-ali hoshoyar baash 


ishq ko thee faryad laazim so vo bhi hogai
ab zara dil thaam kar faryad ki taaseer dekh 


tu ne dekha satwat e raftar e darya ka uruj
mauj-e-maztar kis tarha banti hai ab zanjeer dekh 

No comments:

Post a Comment